daman e fikr o nazar he taar taar
kia bataoon ae asar be ikhtiar
chupkay chupkay holay holay baar baar
dil kee taiba taiba taiba he pukaar
ho gaee he chash jab se ashk baar
chaa gaee rehmat e parwardigarr
aa gaee hain deeda o dil main bahaar
dil ke taiba taiba taiba he pukaar
phir raha hu is lagan me koo ba koo
zindagee kee ek hee he arzoo
kaash ban jae wahan apna mazar
dil kee taiba taiba taiba he pukaar
he nazar me gulshan e taiba ka phool
dil gaya he saree rangeenee ko bhool
zikr e kaghan o muree he nagawaar
dil ke taiba taiba taiba he pukar
ghul raha hoo ulfat e darbaar main
jee raha hu furqat e sarkaar main
horaha hu hazree ko beqaraar
dil ke taiba taiba taiba he pukaar
karwatain leta he shauq e hazree
sadday rahay shauq apnee be basee
hogae majboor dil se jan nisaar
dil kee taiba taiba taiba he pukaar
kia bataoon ae asar be ikhtiar
chupkay chupkay holay holay baar baar
dil kee taiba taiba taiba he pukaar
ho gaee he chash jab se ashk baar
chaa gaee rehmat e parwardigarr
aa gaee hain deeda o dil main bahaar
dil ke taiba taiba taiba he pukaar
phir raha hu is lagan me koo ba koo
zindagee kee ek hee he arzoo
kaash ban jae wahan apna mazar
dil kee taiba taiba taiba he pukaar
he nazar me gulshan e taiba ka phool
dil gaya he saree rangeenee ko bhool
zikr e kaghan o muree he nagawaar
dil ke taiba taiba taiba he pukar
ghul raha hoo ulfat e darbaar main
jee raha hu furqat e sarkaar main
horaha hu hazree ko beqaraar
dil ke taiba taiba taiba he pukaar
karwatain leta he shauq e hazree
sadday rahay shauq apnee be basee
hogae majboor dil se jan nisaar
dil kee taiba taiba taiba he pukaar
No comments:
Post a Comment