جلوہ دکھا کے یار نے دیوانہ کر دیا
خود شمع بن گئے ہمیں پروانہ کر دیا
جو مجھ میں بولتا ہے میں نہیں ہوں
میں کہاں ہوں تو ہی تو ہے سب تیرا انداز ہے
یہ جو مجھ میں بولتا ہے یہ تیری آواز ہے
جو مجھ میں۔۔۔۔۔
یہ جلوہ یار کا ہے میں نہیں ہوں
جلوہ جلوہ یار کا جلوہ۔۔۔۔۔
ہو میرے یار کا جلوہ۔۔۔
Mere pyar ka jalwa
Dildaar ka jalwa
Ho mere peer ka jalwa
Murshid ka jalwa
Sakhee ka jalwa
Hazrat ka jalwa
جسے دیکھو وہ آمادہ ہے گھر کا گھر لٹانے پر
یہ کیا جادو کیا ہے تو نے مرشد اس زمانے پر
اے جلوہ ء حسن جانانہ
انداز تیرا معشوقانہ
شیریں پہ فدا کوئی لیلا پہ
میں پیر کا اپنے دیوانہ
یہ نہ پوچھو کیسے دیوانے بنے
آپ نے چاہا تو مستانے بنے
میں پہر کا اپنے دیوانہ۔۔۔
علی بولے در خیبر الٹ کر
یہ شان مصطفی ہے میں نہیں ہوں
کہا منصور نے سولی پہ چڑھ کر
انالحق کی صدا ہے میں نہیں ہوں
Agar moosa nabi ne toor per Allah ko dekha
Ba shakl e murshidee ham ne rasool Allah ko dekha
Meree aankhoan kee putlee me to dekho
Wohee jalwa numaa he main nahee hoo
Aankhaon me teree koi karishma zaroor he
Tu jis ko dekhta he tarrapta zaroor he
Dekho wohee jalwa numa he....
Haseen bohat hain magar wo to sab se aala he
Hamaray peer ka dunya me bol baaa he
Murshid tere tere. .nisbat ka
Murshid teri nisbat ka silaa mujh ko mil gaya
Sarkar e do jahan ka pata mujh k mil gaya
Mujh ko sahara mil gaya jab teray karam ka
Murshid tere nisbat se khuda mujh ko mil gaya
Janaan wohee jalwaa numaa he....
Tumharee nazre.. nazre karam
Tumharee nazree karam jis pe aam hojae
Zamany bahar me wo aalee maqam hojae
Ghulam jis ko bana lo tum apna ae murshid
To us ghulam ke dunya ghulam hojae
Wohee jalwa numa....
Qaba pehnay he ye mittee ke moorat
Koi behroopya he main nahee hu
Ye but khanay main ja k hol be dam
Yahaan naqsha mera he main nahee hoo
Andheree raat he saaya to ho nahee sakta
Ye kon he jo mere sath sath chalta he
Yaha naqsha mera he me nahee hoo
Ye jalwa yar ka he...main nahee hoo
Ye shaan e mustafa he ... Main nahee hu
Ye shaan e mujtaba he main nahee hu
Ye shaan e kibreeya he main nahee hu